:: Site Updates ::Last Update:31-Aug-13

Sunday, May 3, 2009

Hum Jo Kehte Hai (Shayri-e-dard)


Hum Jo Kehte Hai Wo Baat Khuda Lagti Hai,
Bas Yehi Baat Zamane Ko Buri Lagti Hai,


Chhut Na Jaye Kahin Chehre Se NaQabon Ka Hujoom,
Aaj Biphri Hui Kuch Tez Hawa Chalti Hai,


Taarne Wale Qayamat Ki Nazar Rakhte Hai,
Band Honthon Ki Kasam, Aankh Bahut Kuch Kehti Hai,


BurQ Girti Hai To Kehte Hai Jala Deti Hai,
Jalne Walon Ko Wo Kuch Aur Jala Deti Hai…


No comments:

Group by: Sibs
Website: Latest Sms Collection